आप यहाँ से ब्लॉग के सभी लेख देखें

Mobile se comouter me internet kaise connect kare

<

Mobile se computer me internet kaise chalaye.



Mobile se pc me internet chalaye.
Ji ha aap mobile ke dwara bhi computer laptop me internet chala shakte hai. Agar aap ye janna chahte hai ki kaise to ish post ko jarur

Aap ke pas computer me internet chalane ke liye netsetter ki jarurat padti hai agar aap ke pas Android mobile ho to aap bina netsetter ke bhi internet chala shakte hai.
Aap nokia ke mobile phone se bhi internet chala shakte hai bs ushme Bluetooth hona chahiye to chaliye jante hai kaise.
Sabse pahle jante hai android mobile dwara.

1. TEHERING & PORTABLE HOTSPOT DWARA>>




Aapko apne mobile ke *setting* me jakar * wireless & network ka opction chunna hai ushke bad *tehering & portable hotspots* pr click karna hai. Ushke bad




*wifi hotspot* ka opction dikega ushpar click kr dena hai jisse aapka hotspot start ho jayega aur aap apne pc me wifi network dwara connect karva shakte hai.

Ishse aap ek mobile se dushare mobile me bhi internet chala shakte hai bs us mobile ka wifi on kr dijiye jispr aap connect karvana chahte hai aur wi fi on karke connect kar lijiye.
Ik bat ka dhyan dijiye ki aapke mobile dwara jis pc ya mobile me internet connect karvaya gaya ho vo dur n ho.

SETTING>>WIRELESS & NETWORK>>TEHERING & PORTABLE HOTSPOT>>WIFI HOTSPOT>>CLICK




( Android mobile se Computer me Internet Chalaye)


2. DATA CABLE DWARA >>




Ishse aap data cable dwara apne mobile ko pc me connect kr shakte hai. jb aap apne mobile ko pc me connect karege to vo aapko ek massage dikai dega jb aapka mobile pc me connet ho jay to aap *setting* me jakar
 *wireless & network* opction me aapko *usb internet* ka opction dikai dega aapko ushpar click karna hai jisse aap ka mobile pc me internet connect kar lega.





SETTING>WIRELESS & NETWORK>USB INTERNET>>click


NOKIA KE MOBILE SE>>



Aap nokia ke mobile se bhi connect kr shakte hai mobile dwara computer me internet. Aapke mobile me bluetooth hona chahiye. Aapko ishke liye apne computer me nokia suit ka software install karna hoga.

minternetmaster

* Internet se judi post dekhne ke liye click kare.

Ummid hai yh post aapko acchi lagi hogi agar aapka koi swal hai to aap hamse Comment box ke Dwara puch sakte hai.