<
How to install Android apps in computer (in Hindi)
Ish post me bataya gaya hai ki aap apne android apps ko kaise computer me chala shakte hai. Aapke mn me jarur ye bat a rahi hoti hai ki aap apne android app ko apne pc me chalaye. Mujhse bhi kai logo ne ishke bare me pucha. To aaiye dekhte hai yh post- Aapko apne pc pr android apps chalane ke liye BLUESTACKS software downlode karna hoga
CLICK KARE AUR DOWNLODE KARE
2. Aab aap apne Android app ko apne pc me bejh de. Datacable dwara ya jaise aap chahe.
Jb aap apne Android apps ko windos screen (computer ke) pr dekhege to kuch aisha dikhai dega.
3.Aab aap android app ko Computer me chala shakte hai. Aap games bhi computer me khel shakte hai. Jo aapn android mobile me khelte the.
* Computer ki post dekhne ke liye click kare.
Ummid hai yah post aapko acchi lagi hogi. Agar aapka koi sawal hai to aap hamse comment box ke dwara puch shakte hai. Post acchi lagi ho to share jarur kare.