आप यहाँ से ब्लॉग के सभी लेख देखें

Fake Photo hai ya nahi pata kaise lagaye

Image (Photo) Fake hai ya nahi kaise pata kare.




APKO FACEBOOK YA KISI MADYM SE KOI PHOTO BEJTA YA DETA HAI. TO AAP YE JANNA CHAHTE HAI KI VO IMAGE FAKE TO NAHI. MATLAB VO INTERNET SE TO NAHI LI GAI HAI .KYUKI AISHE HI BAROSA KARNA SHAYD THIK NAHI HAI.




AAPKO HM AISHI HI WEBSITE KE BARE ME BATA RAHE HAI JO TURNT YAH PATA LAGA LETI HAI KI IMAGE SAHI HAI YA GALAT AAPKO NICHE KE STEP ME SB CLEAR HO JAYEGA. HM AAPKO IMAGE KE DWARA BATATE CHALEGE.

1ST STEP>>

Aap sabse pahle google open kariye phir ush me TINEYE type kijiye aap yaha www.tineye.com click karke direct ja shakte hai

2ND STEP>>





aapko kuch ish tarah TINEYE ki site open hone ke bad dikegi.



Jb site open ho jay to aap tir (ARROW) ke nisan pr click kareye. Aur apne mpbile tablets ya laptop jo bhi ho ushme se photo uplode kariye. Jiski aap jankari chahte hai.

3RD STEP>>

agar aapka image Kisi bhi site se liya gaya hai to vo kuch ish tarah aapko search karke bata dega.



Jaisa ki maine ye image internet se lekr search kiya hai to 21 result found bata raha hai. Aapko ye bhi bata dega ki image kis kis site pr hai. Side me site bhi diya gaya hai.

4RT STEP>>

Ab aapko mai apni edit ki hui image laga kr dikhata hu ushme koi bhi result found nahi karega matlab 0 result.


Jaisa aap is image me dekh rahe hai 0 result hai matlab ye kisi bhi site se nahi li gai hai. Aap isi tarah pata laga shakte ho.


Ummid hai yh post aapko acchi lagi hogi agar aapka koi sawal hai to aap hmse Comment box ke Dwara puch sakte hai.